आय प्रमाण पत्र व्यक्ति की कुल वार्षिक आय को प्रमाणित करता है। इसका उपयोग छात्रवृत्ति, आरक्षण, सरकारी योजनाओं, और सहायता के लिए होता है।
Required Documents:
– आधार कार्ड
– समग्र ID
AAY / INCOME PRAMAN PATRA ek sarkari dastavez hai jo vyakti ya parivar ki aay ko pramanit karta hai. Iska upyog kai sarkari labh, scholarship, pension, reservation, aur anya anudan lene ke liye hota hai. Is praman patra ko prapt karne ke liye vyakti ko apne sthanik tehsil karyalay ya online portal par aavedan karna padta hai. Isme vyakti ka naam, address, kul varshik aay aur pramanit adhikari ke hastakshar hote hain.
Features:
– Sarkari manyata prapt
– Scholarship, reservation, pension, aur sarkari yojanaon me upyogi
– Tehsil ya SDM office se prapt kiya ja sakta hai
– Online apply ki suvidha uplabdh
Reviews
There are no reviews yet.